Quran-o-Itrat Academy Question Answer

Question ans Answer

Books

Ladies Sunday Madrsa

Online Hawza Papers

Admission Open

ibadat

amr bil maroof wa nahi an al-munkar

amr bil maroof wa nahi an al-munkar
amar bil maroof nahi anal munkir k steps batae ha , kia ya apni aulad, bewi or chote behn bhai par bhi apply hote han  
Amar bil maroof aur nahi anil munkar ka wojoob mukallaf(yani Baligh merd or aurat) per apnay ghar walooo aur rishtay daroon  ki nisbat shaded tar he. Is buniyaad per agar koe apnay ghar waloon , rishtay daroon aur deeni ehbaab se namaz aur roza aur khums  k silsilay me be’tawajahi daikhay aur wo muharamaat k murtakib hotay hoon maslan gheebat aur jhoot wagirah. Be’ehtiyaati aur be’ baaqi ko daikhay to amar bil maroof aur nahi anil munkar k tinoo darjoo ki ria’yat kartay huay agay barhay aur in ko bura’i se rokay aur inko achay kamoo ki daa’wat de. Lakin baap aur maa ki nisbat  ehtiyaat e wajib he k narmi se un ki rahnuma’e karay aur kisi bhi waqt un k saamnay sakhti se pesh nah aay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2011)  
Amar bil maroof aur nahi anil munkar ka wojoob mukallaf(yani Baligh merd or aurat) per apnay ghar walooo aur rishtay daroon ki nisbat shadeed tar hai. Is buniyaad per agar koi apnay ghar waloon , rishtay daroon aur deeni ehbaab se namaz aur roza aur khums k silsilay me be’tawajahi daikhay aur wo muharamaat k murtakib hotay hoon maslan gheebat aur jhoot wagirah. Be’ehtiyaati aur be’ baaqi ko daikhay to amar bil maroof aur nahi anil munkar k tinoo darjoo ki ria’yat kartay huay agay barhay aur in ko bura’i se rokay aur inko achay kamoo ki daa’wat dain. Aur Amar bil maroof wa nahi anil munkar k chand darjay(steps) hain: 1)Gunahgaar say dili azhaar e bayzari maslan rukh morh laina or baat nah kerna. 2)Zabaan say waaz o nasihat kerna 3)Amali iqdaam maslan maarna or qaid kerna Or laazim hay keh abtida pehlay ya dosray darjay say ki jay or pehlay oska intekhab karain jis main aziyat kam or asar ziyada ho.or agar natija hasil nah ho tu bil tadreej sakhti or dushwari ikhtiyaar karain or agar dili or zabani azhaar e nafrat asar andaaz nah ho tu naubat amali darjay tak pohanch jati hay or ehtiyaat e wajib hay k teesray darjay k intekhaab k liay hakim e shara say ijazat lain. (ref: Ayatullah Sistani (d.b.), Tauzee hul masail, maslah # 2008-11).  
aisay dost k ghar jana jaha music bajta ho  

be-namazi k sath aik makan mai rehna  
nahi anil munkar karnay k bawajood nasihat ka asr na hona  
agar shohar nai apni biwi ko subah ki namaz k lie bedar karnay sai mana kar dia ho  
Amar bil maroof(naikiyo ka hokum daina) or nahi anil munkar(bura,eyo se rookna)  5 sharait k saath wajib hay.or ye aik aisa azeem deeni fariza hay k quran e kareem main Allah ne irshad ferya hay k “ tum main se aik garouh(group) aisa ho jo khair ki taraf daawat day or buraa,eyo se mana karay or yehi loog falah pane walay hain.” Or amar bil maroof or nahi anil munkar ki 5 sharait main se aik ye bhi he k khata kaar par amar bil maroof or nahi anil munkar k asar ka ehtemaal ho, is bunyaad par k koe shaks jaanta ho k oska kehna asar nahi karay ga tu fuqaha main mash,hoor he k is sorat main oska koe fariza nahi he, or amar bil maroof or nahi anil munkar os par wajib nahi he laikin ehtiyaat e wajib ye he k karahat or naraazgi ka izhaar khata kaar k is kaam par karay chahay jaanta ho k wo asar nahi lay ga.(Ref:A.Sistani(d.b),Tauzee hul masa,il, maslah# 2009)  

Amar bil maroof(naikiyo ka hokum daina) or nahi anil munkar(bura,eyo se rookna)  5 sharait k saath wajib hay.layhaza aap par wajib he k sharait ki maujodgi main on ko is gunah se rokain.  

Dosray afraad k liay os shaks ko jo shadi nah ker raha ho amar bil maroof or nahi anil munkar kerna mustahab hay.Q keh amar bil maroof kerna mustahab hay is osrat main jab keh maroof ki anjaamdahi mustahab ho.(Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Tauzihul masayl, Maslah# 2008)  
Amar bil maroof aur nahi anil munkar ka wojoob mukallaf(yani Baligh merd or aurat) per apnay ghar walooo aur rishtay daroon  ki nisbat shaded tar he. Is buniyaad per agar koe apnay ghar waloon , rishtay daroon aur deeni ehbaab se namaz aur roza aur khums  k silsilay me be’tawajahi daikhay aur wo muharamaat k murtakib hotay hoon maslan gheebat aur jhoot wagirah. Be’ehtiyaati aur be’ baaqi ko daikhay to amar bil maroof aur nahi anil munkar k tinoo darjoo ki ria’yat kartay huay agay barhay aur in ko bura’i se rokay aur inko achay kamoo ki daa’wat de. Lakin baap aur maa ki nisbat  ehtiyaat e wajib he k narmi se un ki rahnuma’e karay aur kisi bhi waqt un k saamnay sakhti se pesh nah aay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2011)  

Copyrights © 2012-2013 reserved for Qoitrat.org.
Email: info@qoitrat.org